Udein jab jab zulfen teri
Bollywood Bhangra dance, dholak,, Dhol,tabla,,pungi, male vocal,Lyrics
[Hook / Chorus]
Ho, udein jab-jab zulfen teri,
Kanwariyon ka dil machle, jind meriye!
Hon jab aise chikne chehre,
Toh kaise na nazar fisle, jind meriye!
---
[Verse 1]
Ho, rut pyar karan ki aayi,
Ki beriyon ke ber pak gaye, jind meriye!
Kabhi daal idhar bhi fera,
Ki tak-tak nain thak gaye, jind meriye!
[Pre-Chorus]
Ho, us gaon pe swarg bhi sadke,
Jahan mera yaar basta, jind meriye!
Pani lene ke bahaane aaja,
Ki tera-mera ek rasta, jind meriye!
---
[Chorus]
Ho, udein jab-jab zulfen teri,
Kanwariyon ka dil machle, jind meriye!
Hon jab aise chikne chehre,
Toh kaise na nazar fisle, jind meriye!
---
[Verse 2]
Ho, tujhe chand ke bahaane dekhun,
Tu chhat par aaja goriye, jind meriye!
Abhi chhedenge gali ke sab ladke,
Ki chand bairi chhup jaane de, jind meriye!
[Bridge]
Ho, teri chaal hai nagan jaisi,
Ri, jogi tujhe le jaayenge, jind meriye!
Jaayein kahin bhi, magar hum sajna,
Ye dil tujhe de jaayenge, jind meriye!
---
[Hook / Outro]
Ho, udein jab-jab zulfen teri,
Kanwariyon ka dil machle, jind meriye!
Hon jab aise chikne chehre,
Toh kaise na nazar fisle, jind meriye!